Prophet Muhammad (ﷺ) Noor-ul-Bashar
مسئلہ نور بشر کا ایک جائزہ
Question:
Is Prophet Muhammad (ﷺ) and he has come to the world in the world?
Is the Prophet (ﷺ) like us " Bashar
Answer:
Prophet Muhammad (ﷺ) is noor and he has come to the world in the
world.
Al Quran:
have come to you from Allah ﷻ light and book shown "
surely a light has come to you from Allah ﷻ and a clear book. (6)
The Prophet of Islam Hazrat Abbas Razi Allah is the one who is the
one who is the one who is the one who is the one who is the one who is the one
who is the one who is the one who is the one who is the one who is
Hadith:
Hazrat Jabir Razi May Allah be pleased with him that I have asked
a question o prophet of Allah! My parents, sacrifice to you and give me the
news of what Allah ﷻ has created.
Allah ﷻ Said, " Allah ﷻ has brought the light of your Prophet (ﷺ) to the light of your Prophet (ﷺ), then the light of the nature of Allah ﷻ, where Allah ﷻ accepted, he was not a pen, nor a pen, nor a heaven, nor a curse.
The Angel is neither the sky nor the earth nor the moon nor the stars nor the
human.
(-Bahawala Baihaqi Shareef, mawahibul laduniya).
Hadith:
Hazrat Anas Razi (RA), the Prophet (ﷺ), the Prophet (ﷺ), the prophet of Allah ﷻ (ﷺ) started fasting without sehri and iftar in
the end of the month. So the people of the world also kept fasting for the sake
of the Prophet (ﷺ). . When the month of Ramadan was made for
me and the month of Ramadan would have been a long time, I would have kept the
fast of my life and I would have left to sacrifice my barabari. I am not like
you, my Lord is also open and I am also giving.
(Muttafaq Alaih Hadith)
These people get proof of the light of Prophet Muhammad (ﷺ). Now some people (Translation): " say
I am human like you. " The followers of Prophet Muhammad (ﷺ) run the blessings of Prophet Muhammad (ﷺ) and give all his attention. They need to
recite all the prayers in the grace of Prophet (ﷺ).
We are the believers of ahle sunnat wal jamaat that Prophet
Muhammad (ﷺ) is noori bashar. It is necessary to keep
faith on the nooraniyat of Prophet Muhammad (ﷺ) and believe in the blessings of Prophet
Muhammad (ﷺ). Otherwise, he will deny the truth. Now the
Prophet (ﷺ) has come to the world in the prayers of the
Prophet (ﷺ) that he should take the people from the
darkness of ignorance and bring him to light. And The Prophet (ﷺ) is the one who is the one who is the one
who is the one who.
----------------------------------------------------------------------------------------
Sawal:
Kya Huzoor ﷺ Noor hain
aur duniya me “Bashari” libaade me tashreef laaye hain? Ya kya Huzoor ﷺ hamari tarah “Bashar” hain?
Jawaab:
Huzoor ﷺ Noor hain
aur is duniya me bashari libaade me tashreef laaye hain.
Al Quran: قُد
جاءکم من اللہ نور و کتاب مبین
Translation: Beshak tumhare paas Allah ﷻ ki taraf se ek Noor aaya aur ek Roshan
Kitaab.
(Parah 6, Surah Al Maedah: 15)
Mufassir e Islam Hazrat Abbas
Razi Allahu Taala Anhu is aayat ki tafseer ke tahat farmaate hain ke Noor se
muraad Huzoor ﷺ hain aur is “Kitaabum Mubeen” se muraad
Qur’an hai.
Hadith:
Hazrath Jabir Razi Allahu Taala
Anhu se riwayat hai ke main ne sawal kiya Ya Rasool Allah ﷺ! Mere maa baap Aap ﷺ par qurbaan mujh ko khabar dijiye ke sab
se pehle Allah ﷻ ne kis ko paida kiya. Farmaya, Allah ﷻ ne sab se pehle tere Nabi ﷺ ke Noor ko (apne Noor se paida kiya) phir
wo Noor qudrat e ilaahiya se jahan Allah ﷻ ko manzoor
tha sair karta raha us waqt na loh thi na qalam tha na jannat na dozaq na
farishte na aasmaan na zameen na soorat na chand na sitare na insaan.
(-Bahawala Baihaqi Shareef, Mawahibul Laduniya).
Hadith:
Hazrat Anas Razi Allahu Taala
Anhu riwayat karte hain ke Huzoor Nabi e Akram ﷺ ne mahine
ke aakhir me sehri o iftaar kiye baghair musalsal roze rakhne shuru kar diye to
ba’az deegar log bhi Aap ﷺ ki ittebaa
me wisaal ke roze rakhne lage. Huzoor Nabi e Akram ﷺ tak jab ye
baat pohonchi to Aap ﷺ ne farmaya: Agar ye Ramzan ka mahina mere
liye aur lamba ho jata to main mazeed wisaal ke roze rakhta taa ke meri
barabari karne waale meri barabari karna chhod dete. MAIN “QATA’N” TUMHARI MISL
NAHI HOON, MUJHE MERA RAB KHILATA BHI HAI AUR PILAATA BHI HAI.
(Muttafaq Alaih Hadith)
In daleelon se Huzoor ﷺ ka Noor hone ka sabot milta hai. Ab kuch log ye Aayat (Translation):
“Keh do main tumhaari tarah bashar hoon. Padhkar Huzoor ﷺ ki bashariyat ko uchalte hain aur apni
tamam tawanaiyaan sarf kardete hain. Unko chahiye ki Huzoor ﷺ ki fazeelat me aayi tamam aayaton ki
tilawat karen.


No comments:
Post a Comment
Please not enter spam links/website links in the comment box . Strictly forbidden.